jindagi k rah m yaado ka mela rh gya
kal bhi tha akela , main aaj fir akela rh gya..
apni ahmiyat kuch logo ko btane m rh gya
kuch nae chahron ko lubhane m rh gya
kl jaane kya kya main apne dosto se kh gya
mere gam ka baadal bhi yun mujhme simat kr rh gya..
jindagi k rah m yaado ka mela rh gya
kal bhi tha akela , main aaj fir akela rh gya
mann mera tha jo samnder ki lhro sa terta
vo ab viraana registaan bn kr rh gya...
ek takht tha jispr m bethker iss jhan ko dekhta
ab to bs uss takht ka gulaam bn kr r gya...
kahaa tha kisi apne se kya saath dega tu mera
vo humsafer bhi mujhse alvidaa kh gya...
jindagi k rah m yaado ka mela rh gya
kal bhi tha akela , m aaj fir akela rh gya
.. main fir akela rh gya...
(Santosh Kumar)
comment...
ReplyDelete