Posts

 jindagi k rah m yaado ka mela rh gya kal bhi tha akela ,  main aaj fir akela rh gya.. apni ahmiyat kuch logo ko btane m rh gya kuch nae chahron ko lubhane m rh gya kl jaane kya kya main apne dosto se kh gya mere gam ka baadal bhi yun  mujhme simat kr rh gya.. jindagi k rah m yaado ka mela rh gya kal bhi tha akela ,  main aaj fir akela rh gya mann mera tha jo samnder ki lhro sa terta vo ab viraana registaan bn kr rh gya... ek takht tha jispr m bethker iss jhan ko dekhta ab to bs uss takht ka gulaam bn kr r gya... kahaa tha kisi apne se kya saath dega tu mera vo humsafer bhi mujhse alvidaa kh gya... jindagi k rah m yaado ka mela rh gya kal bhi tha akela ,  m aaj fir akela rh gya .. main fir akela rh gya...                                                      (Santosh Kumar)
Recent posts